Sapne..

Agar sapnon mein na ho namumkin mumkin,
toh haqeeqat se kya ummeed rakhna,
aapne dikhakar tode sapne aise,
ke sharab se hua hamaara milna...

1 comments:

Sneha P said...

shraabi bi na kahun...deewana bhi na kahun..
umeed chod doge toh bejaan parwaana hi kahun...
zindagi ne kuch diya to kuch cheena..
pyaar ne kuch banaya toh kuch loota..
par ae yaar..
zindagi aur pyaar dono milte hai ek hi baar...
jiyo par jeene ke liye..
piyo par peene ke liye...